Jumma Mubarak status for whatsapp
- luvuyime
- Apr 20, 2019
- 3 min read
Mere Dil Ne Jab Bhi Dua Mangi Hai, Tujhe Manga Hai Teri Wafa Mangi Hai,Jis Mohabbat Ko Dekh Ke Dunia Ko Rashk Aaye, Tere Pyar Karne Ki Wo Hi Bas Ek Ada Mangi Hai.
Palkon Pe Apni Bitaya Hai Tumhe, Badhi Duao Ke Baad Paaya Hai Tumhe, Aasani Se Nahi Mile Ho Tum Hame, Delhi Ke Chidiyaghar Se Churaya Hai Tumhe.
Friday – The day when angels are standing at the doors of Masjid to record who comes first for prayers, O blessed soul will you let them record their name – Umm Umar Khaled
On one Friday Rasulullah (PBUH) Said: o Muslims, Allah Taala has made this day a day of Eid (Ibn Majah) Jummah Mubarak
Sunnah for Jummah (Friday) makes it best day of the week. GHUSL, MISWAK, and PERFUME.
It’s Friday Again! All Praises is due to Allah (Subhanahu Wa Ta’ala)
Phoolo Ki Wadiyon Mein Basera Ho Aapka, Taron Ke Aangan Mein Khubsurat Savera Ho Aapka, Dua Hai Meri Ye Apne Dost Ke Liye, Saare Jahan Se Bhi Pyaara Naseeb Ho Aapka.
Tere Pyar Ne Zindagi Se Pehchan Karayi Hai, Mujhe Wo Tufano Se Phir Lauta Ke Laayi Hai, Bas Itni Hi Dua Karte Hai Khuda Se Hum, Bujhe Na Ye Shama Kabhi Jo Humne Jalayi Hai.
Ya Rab Unko Sada Lazawab Rakhna, Main Unse Door Hoon Unka Khayal Rakhna, Mere Jab Bhi Hath Uthe Yahi Dua Nikli, Un Ke Gird Hamesha Khushiyon Ka Jaal Rakhna.
The Friday prayer in congregation is an obligation on every single Muslim. except for four: an owned slave, a woman, a child and a sick person.
May the light of Jumma, Shine in your House. The strength of Eeman, stay in your heart. and may Allah shower his countless blessings on you and your family on this holy day Jummah Mubarak.
Jumma Mubarak – The Happiest people are those whose hearts are content with Allah’s plans
Never skip a prayer as there are millions in their graves wishing to come back to life only to prostrate to Allah.
Khamoshi Mein Jo Sunoge Wo Awaaj Hamari Hogi, Zindagi Bhar Sath Rahe Wo Wafa Hamari Hogi, Duniya Ki Har Kushi Ek Din Tumhari Hogi, Kyunki In Sab Ke Piche Ek Dua Hamari Hogi.
Aye Allah Pak..! Hum Agar Aaj Wo Na Ker Saken Jo Tu Chahta Hai, To Hamen Ye Toufeeq Ata Ferma K Hum Wo Bhi Na Karen Jo Tu Nahi Chahta..!! Jumma Mubarak.
F R I D A Y: F = Farz Allah Ka Aada Karo R = Rab Ko Razi Karo I = Ibadat Dil Se Karo D = Durood Kasrat Se Parho A = Allah Se Maango Y = Yaad Rakho Mujhe DUA ME.
Agr koi Tum se Bhalai ki Umid rkhy to Usay mayus mat kro Q K Logon ki Zrurton ka tum se wabsta hona Tum pr Allah ka khas karam hai. JUMMA MUBARAK.
Alhamdulillah for we have reached another blessed jummah.
Remember you are not alone, Allah is with you. Jumma Mubarak
And indeed your lord he is the exalted in might the merciful. Quran 26:9
It is from the sunnah to wear the best of one’s clothes on the day of jumaa.
Salam! Jumma Mubarak!! Apse request hai ke Jumma ki namaz main Allah se dua mangain ke Allah hame Salab aur Dengue jaisi afton se nijaat ata farmaye, Aur hamari un galtiyon ko Muaf kar de, jinki waja se ham per ye Azab nazal ho raha hai.
Juma Tul Mubarak Ka Piyra.. KhOObsurat.. Rehmat-O-Barkat Wala Din Mubarik Ho…!! Allah Eis Din Key Tamaam Rehmatein Or Barkataen Aap Kay Naseeb Main Likh Dey. Aameeen ? Jumma Mubarak To You.
Jub kabhi tumhe apnay rizq mein kami nazar aanay lagay to kuch maal Allah ko de kar Allah k sath tijarat kar liya Karo. (Hazrat Ali R.A)Jumma Mubarak!
Barhi Ajeeb hy Nadan-e-DiL ki Khuwaish Ya Rab Amal kuch ni OR Dil Talabgar Hy Jannat ka!
Jummah Mubarak – The prophet (PBUH) Said: “You do not do evil to those who do evil to you. But you deal with them with forgiveness and kindness. (Bukhari)”
The best you can give to someone is dua. Jummah Mubarak!
When sadness fills your heart and tears flow in your eyes, Always remember three things. Allah is with you, still with you and always with you.
Be sincere! Allah knows what’s in the heart. Jumma Mubarak

Yorumlar